Niche, hum laye hain Bharat ki Top 20 Best Selling Cars of 2023 ki ek list. Check kariye ki kya aapki car isme shamil hai?

20. Kia Sonet (Units Sold – 82,291)

  • Design aur Styling: Sonet ka design sporty & stylish hai. Modern grill, LED lighting.
  • Feature-Rich Interior: Touchscreen infotainment system, connected car technology, smartphone integration, premium interiors.
  • Engine Options: Petrol, Diesel, & turbocharged engine options.
  • Safety Features: Sonet multiple airbags, ABS (Anti-lock Braking System), ESC (Electronic Stability Control).
  • Compact SUV Segment: Spacious interior, higher ground clearance, & commanding driving position.

Kia Sonet ki baki details dekhne ke liye Click here.

19. Toyota Innova (Units Sold – 87,098)

  • Spacious Interiors: Spacious interiors jisme 7-8 log aaram se baith sakte hai.
  • Reliability aur Durability: Robust build quality se long-term reliability ka assurance hota hai.
  • Advanced Features: Touchscreen infotainment system, safety features, connectivity options available hai.
  • Fuel Efficiency: Innova ka fuel efficiency bhi kaafi accha hota hai, jo fuel cost ko control mein rakhta hai.
  • After-Sales Services: Strong after-sales service network, jisse service aur maintenance me convenience milti hai.
  • Resale Value: Innova ka resale value kaafi acchi hai, jisse long-term investment me confidence milta hai.

18. TATA Tiago (Units Sold – 89,073)

  • Feature-Packed Interior: Touchscreen infotainment system, comfortable seating, and modern styling.
  • Fuel Efficiency: Tiago ka fuel efficiency kaafi acchi hai, jo fuel cost ko control mein rakhta hai.
  • Safety Features: Dual airbags, ABS (Anti-lock Braking System), aur EBD (Electronic Brakeforce Distribution) shaamil hain.
  • Indian Road Conditions ke Liye Suitable: Suspension system aur ground clearance Indian road conditions ke liye suitable hai.
  • After-Sales Services: Strong after-sales service network se service aur maintenance me convenience milti hai.

17. Maruti Suzuki Fronx (Units Sold – 95,018)

  • Ride quality: Good ride & handling quality. Smooth clutch & gear shifts. Sabse chota turning radius 4.9m.
  • Improved Safety Features: Up to 6 airbags, better build hai Maruti ki Baleno ke comparison me.
  • Naturally Aspirated Engine: Bohot hi refined & achha perform karne wala K-series engine.
  • Feature loaded: Auto IRVM, Led Head Lamps, Heads-up display, 9-inch touch screen, wireless charging, Paddle shifters, 360o camera.
  • Resale Value / Service Center Coverage: Maruti ki cars ki resale value or service center coverage sabse best hai.

Maruti Suzuki Fronx ki baki details dekhne ke liye Click here.

16. Kia Seltos (Units Sold – 1,04,522)

  • Futuristic Features: Touchscreen infotainment system, connected car technology, ventilated seats, aur safety features shaamil hai.
  • SUV Feel: Seltos ka design aur dimensions logon ko ek SUV ki feeling dete hai.
  • Variety of Engine Options: Seltos multiple engine options, including petrol, diesel, aur turbocharged petrol, offer karta hai.
  • Balanced Performance: Seltos ka ride quality aur handling balanced hai.
  • Service Cost: Despite being an SUV, Seltos ki maintenance cost reasonable hai.

Kia Seltos ki baki details dekhne ke liye Click here.

15. Mahindra Bolero (Units Sold – 1,10,358)

  • Robust Build: Bolero ka build kaafi robust hai, jo durability aur off-road capability ka anubhav karne mein madad karta hai.
  • Fuel Efficiency: Iski fuel efficiency bhi kaafi acchi hai, jisse operating cost kam hota hai.
  • Serviceability: Mahindra ki widespread service network se Bolero ke parts aur servicing easily available hai.
  • Space: Bolero mein ample space hai, jo large families ya rural areas ke logon ke liye attractive hai.

14. Maruti Suzuki Grand Vitara (Units Sold – 1,14,631)

  • Ride Quality: Higher seating position aur commendable ride quality.
  • Fuel Economy: Pehle highway par 15 KMPL aur shehar mein 13 KMPL hasil hota tha; lekin Grand Vitara ke bhaari aur bade 1.5 L engine ke saath, ab yeh highway par lagbhag 20 KMPL aur shehar mein kareeb 16 KMPL tak pahunch gaya hai.
  • Refined Engine: Grand Vitara ka engine Liva ke engine ke mukable mein adhik refined aur silent hai.
  • Regenerative Braking: Behtar shehar ki mileage mein Engine Stop-Start aur regenerative braking features ka yogdan hai.

Maruti Suzuki Grand Vitara ki baki details dekhne ke liye Click here.

13. Mahindra Scorpio (Units Sold – 1,23,321)

  • Off-Road Capability: Scorpio ka robust design aur off-road capability logon ko ek powerful SUV ka anubhav deta hai.
  • City Driveability: Despite being a full-size SUV, Scorpio ki driveability sheher ke traffic conditions ke liye bhi acchi hai.
  • Powerful Performance: Powerful engine aur performance-oriented features thrilling driving experience provide karte hain.
  • Service Network: Mahindra ki wide service network ke karan, Scorpio ke liye parts aur servicing easily available hai.

Mahindra Scorpio ki baki details dekhne ke liye Click here.

12. Maruti Suzuki Ertiga (Units Sold – 1,29,014)

  • Practical Design: Spacious cabin aur comfortable seating arrangement shaamil hai.
  • Fuel Efficiency: Ertiga ka fuel efficiency kaafi accha hai, jisse fuel cost control mein rehta hai.
  • Features: Touchscreen infotainment system, rearview camera, airbags, ABS (Anti-lock Braking System), etc.
  • Versatility: Family car ke roop mein bhi use hoti hai aur commercial purposes ke liye bhi.
  • Affordable Pricing: Ertiga ka pricing competitive hai, jisse ki ye ek value-for-money package banata hai.

11. Hyundai Venue (Units Sold – 1,30,098)

  • Feature-Rich Interior: Touchscreen infotainment system, connected car technology, wireless charging, aur safety features.
  • Variety of Engine Options: Petrol, diesel, aur turbocharged petrol, engine options offer karta hai.
  • Urban-Friendly Size: Iski compact size city driving ke liye ideal hai.
  • Fuel Efficiency: Venue ki fuel efficiency kaafi acchi hai, jisse operating cost kam hota hai.
  • Balanced Performance: Venue ka ride quality aur handling balanced hai.
  • Service Network: Hyundai ki widespread service network ke karan, Venue ke liye parts aur servicing easily available hai.

Hyundai Venue ki baki details dekhne ke liye Click here.

10. Maruti Suzuki Alto K10 (Units Sold – 1,33,179)

  • Fuel Efficiency: Alto K10 ki fuel efficiency kaafi acchi hai, jisse operating cost kam hota hai.
  • Compact Size: Iska compact size city driving ke liye ideal hai, parking aur maneuvering me asani deti hai.
  • Affordability: Low pricing aur maintenance ki wajah se, Alto K10 ek budget-friendly car hai.
  • Urban-Friendly: Urban-friendly nature, especially in crowded cities, logon ke liye ek bada plus point hai.
  • Practical Design: Iska practical design aur achhe interiors, daily use ke liye ise ideal banate hai.

9. Maruti Suzuki EECO (Units Sold – 1,36,057)

  • Affordability: Eeco ek affordable MUV hai, jise log apne budget mein fit dekhkar pasand karte hain.
  • Spacious Interiors: Spacious interiors ki wajah se ye ek practical choice hai large families ke liye ya commercial purposes ke liye.
  • Versatility: Both passenger aur goods transportation ke liye use karne mein madad karta hai.
  • Fuel Efficiency: Iski fuel efficiency kaafi acchi hai, jisse operating cost control mein rehta hai.
  • Value-for-Money: Competitive pricing aur features ke hisab se, Eeco ek value-for-money package hai.

8. TATA Punch (Units Sold – 1,51,812)

  • Compact Size: Iski compact size city driving ke liye ideal hai aur parking mein bhi asani deti hai.
  • Urban-Friendly Features: Touchscreen infotainment system, connected car features, aur safety equipment.
  • Fuel Efficiency: Iski fuel efficiency kaafi acchi hai, jisse operating cost control mein rehta hai.
  • Competitive Pricing: Tata Punch ka pricing competitive hai.
  • Service Network: Tata Motors ki service network, jiska vistar bharpoor hai, Punch ke liye parts aur servicing ko accessible banta hai.

TATA Punch ki baki details dekhne ke liye Click here.

7. Maruti Suzuki Dzire (Units Sold – 1,58,612)

  • Value for Money: Dzire me milne wale features, performance aur fuel efficiency ke hisab se value for money hai.
  • Comfortable Interiors: Comfortable interiors, quality materials aur spacious cabin.
  • High Fuel Efficiency: Dzire ka fuel efficiency kaafi acchi hai, jisse fuel cost control mein rehta hai.
  • Decent Features: Modern variants mein Dzire mein touchscreen infotainment system, Apple CarPlay, Android Auto, airbags, ABS (Anti-lock Braking System), aur aur bhi kai features shaamil hain.
  • Reliability aur Low Maintenance: Maruti Suzuki ka strong service network hai, jisse customers ko service aur maintenance mein asani milti hai.

6. Hyundai Creta (Units Sold – 1,61,481)

  • Feature-Rich Interior: Touchscreen infotainment system, connected car technology, sunroof, aur safety features, jo users ko enhanced driving experience dete hain.
  • Variety of Engine Options: Petrol, diesel, aur turbocharged petrol, options available hai.
  • Urban-Friendly Size: Creta ka size city driving ke liye suitable hai, parking aur maneuvering mein asani deti hai.
  • Fuel Efficiency: Creta ki fuel efficiency kaafi acchi hai, jisse operating cost kam hota hai.
  • Service Network: Hyundai ki widespread service network ke karan, Creta ke liye parts aur servicing easily available hai.

Hyundai Creta ki baki details dekhne ke liye Click here.

5. TATA Nexon (Units Sold – 1,71,030)

  • Safety Features: Dual airbags, ABS with EBD, aur rear parking sensors shaamil hain.
  • Build Quality: Robust build quality aur structural integrity safety aur durability ka confidence deti hai.
  • Connected Features: Touchscreen infotainment system, Android Auto, Apple CarPlay, aur connected car technology shaamil hain.
  • Variety of Engine Options: Petrol, diesel, aur electric (Nexon EV) options available hai.
  • Spacious Interiors: Nexon ka cabin spacious hai, aur rear seat space bhi kaafi comfortable hai.
  • Urban-Friendly Size: Nexon city driving ke liye suitable hai, aur iski ground clearance kaafi acchi hai.

TATA Nexon ki baki details dekhne ke liye Click here.

4. Maruti Suzuki Brezza (Units Sold – 1,71,456)

  • Compact SUV Appeal: Brezza mein compact SUV ke benefits aur city-friendly size ka balance hota hai.
  • Feature-Rich Interior: Heads-up display, 360-degree camera, sunroof, touch-screen infotainment system, aur advanced safety features shamil hai.
  • Efficient Performance: Efficient engine & fuel efficiency se acchi mileage aur low operating cost milta hai.
  • Value for Money: Competitive pricing aur milne wale features ke hisab se, ye ek value-for-money car hai.

Maruti Suzuki Brezza ki baki details dekhne ke liye Click here.

3. Maruti Suzuki Baleno (Units Sold – 1,97,325)

  • Spacious Interior: Cabin kaafi spacious hai, jismein comfortable seating aur ample legroom shaamil hai.
  • Efficient Powertrain: Efficient engines strong performance aur acchi fuel efficiency ka combination..
  • Premium Design: Baleno ka erodynamic shape aur modern styling bhi iski appeal ko badhata hai.
  • Feature-Rich: Touchscreen infotainment system, Apple CarPlay, Android Auto, aur safety features.
  • Fuel Efficiency: Efficient engine aur fuel efficiency se acchi mileage aur low operating cost milta hai.

2. Maruti Suzuki Swift (Units Sold – 2,06,407)

  • Power-Packed Engine: Powerful engine, jo strong performance aur quick acceleration provide karta hai.
  • High Fuel Efficiency: Iski high fuel efficiency, users ko cost-effective driving experience deta hai.
  • Pocket-Friendly: Competitive pricing aur low maintenance cost.
  • Urban-Friendly Size: Compact size city driving ke liye ideal hai, parking me asani hoti hai.
  • Feature-Rich Interiors: Swift mein modern features aur advanced technology se bhara hua interior hai.

1. Maruti Suzuki WagonR Flex (Units Sold – 2,09,927)

  • Kifayti Engine: Fuel efficiency mein acchi performance milti hai, aur operating cost kam hota hai.
  • Uncha Design: Classic “tall boy/ uncha” design users ko spacious feel aur achi visibility provide karta hai.
  • Spacious Interiors: Interiors kaafi spacious hai, jismein ample headroom aur legroom available hai.
  • Affordability: Low pricing aur maintenance cost ki wajah se, ye ek budget-friendly car hai.
  • Adaptability to Urban Conditions: WagonR ka compact size aur easy driving city traffic mein adapt ho jane mein madad karta hai.

Length (mm)Width (mm)Height (mm)Wheelbase (mm)Ground ClearanceBoot SpaceFuel Tank
3655162016752435165mm341L32L

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *